shah abbas kazmi

shah abbas kazmi

Friday, April 6, 2012

Jago K Waqt Qareeb Hay

Jago K Waqt Qareeb Hay
Jago k
waqat Qareeb hay
ajj may jiss mozo per
likhnay ja reha hon ye bohat nazuk
mozo hay,ho sakta hay k meri
maloomat iss ziman may kaheen
teek b na ho,ye b ho sakta hay k
maloomat teek ho but iss may jo
time tabel bataya ja reha hay wo
teek na ho.
kuch b likhnay say pehlay
ye zaroor kahoon ga k yahaan may
sirf wo batain share ker reha hon
jo meray ilam may aai hay,in ko
kisi b soorat may hatmi nai kahoon
ga bcoz asal ilam sirf our sirf
ALLAH TABRAK O TALLAH k pass
hay.
app say guzarish hay k ye
sab ghor say parh k apnay erd
gird k logon ko b share kerain taa
k log apni aakhret ki fiker kerain,.
jadeed scinci tahqeeq k
mutabiq 21 Dec 2012 subah
11:11am per Zameen,Sooraj our
kehkashaan aik seedh may aa jain
gay.iss k nateejay may Zameen per
bohat bari bari tabdeelyan
ronumaa honay ka zaberdast
andaisha hay.our aisa 26000 years
may sirf aik martaba hota hay.
wo
tabdeelyan kya ho sakti hain?
tabbah kun zalzaloon say
zameen ka phat jana.iss k nateejay
main zameen k dhansnay k barhay
barhay waqiaat ronumaa ho saktay
hain. Samandroon ka khushki per
charh dorhna.sonami jaisay
tofaanon say tabahi ka
pailna.Khfnaak aatishfashaanon ka
phat jana our lawoon ka abadyon
may gus ker tabahi pailana.pathron
ki barish ka hona.zameen per
garmi ka naqabil-e-bardasht had
tak barh jana.muhlak bemaryon ka
pail jana.qehat perh jana.jis ki waja
say barhi barhi jangon ka chirh
jana.
ehal-e-maghrab kehtay hain
dehashat gardhon ka barha hamla
ker daina our itemi hatyaron ka
istamal honay say nateejatan 80%
say 90% insan halak ho saktay
hain.
meyyan tehzeeb jo
hisaab,ingenring,our falkiyaat may
bohat taraqi yafta thi,in k long
kaont calnder k great cycle (jo k
5125.36 years per mushtamil hay)
ki ibtada 13 Aug 3114 qabal
maseeh ko hoi thi our iss ka end
21 Dec 2012 ko ho reha hay.iss
liay kaha ja reha hay k iss great
cycle k end k sath he zameen ka b
end ho jay ga.baaz k nazdeek
insaniyet ka hatma nai ho ga but
bohat barhi tabdeeli ho gi jiss k
nateejay may insaniyet aik new
door may dahil ho gi.cristin k
mojooda pop ko aakhari pop kaha
ja reha hay our amrica k president
barak obama ko last amrican
president kaha ja reha hay.
aaye ab iss ka
islami lehaaz say jaiza laitay
hain...
Hazrat Wasla(RA) fermatay
hain k main nay Rasool Allah
(salallaho alaihi wasalam) ko ye
fermatay huay suna hay k jab tak
10 nishanyan zahir na ho jain
Qayamat nai aay gi.. 1: Zameen
may dhansa dainay wala aik
waqaya mashriq may 2: aik
magrab may 3: our aik
jazeera-tul-arab may ho ga 4:
dajjal ka ana 5: doowan uthna
6: nazool Iesa alaihay islam
7: qomey yajooj majooj ka
nikalna 8: daba-tul-araz(aik
janwer jo safa o marwa ki
paharyon say nikalay ga) 9:
sooraj ka maghrab say taloo hona
10: aag jo aden ki gehrai say
nikalay gi our logon ko hankati hoi
mehasher ki taraf lay jay
gi.choti barhi chionti ko jama ker
day gi.
(tabrani,hakam,merdodya our
kanzul aamal)
2012 may ager mutwaqa
hadsa hua tu maderja bala hadees
k mutabiq 4 nashanyan poori ho
sakti hain.3waqyaat zameen k
dansnay k(aisa lagta hay k pooray
pooray cities dans jain gay,bcoz
chotay motay dansnay k waqyaat
bohat ho chukay) our 4th nishani
"doowan" jo k itemi jangon k
nateejay may b ho sakta hay our
aasmani aafet say b.
Hazret Abu huraira (RA)
say rawait hay k RASOOL ALLAH
(salallah alaihi wasalam) nay
fermaya k Qayamat us waqat tak
qaim na ho gi jab tak deryai fraat
sonay k pahaarh say na sirk jay,log
iss k hasool k liay larhain gay(larai
itni shadeed ho gi k) 100 may say
99 log maray jain gay,inn may say
her aik iss umeed say laray ga k
shaid may he wo bach janay wala
hon.
(mashkasht)
ain mumkin hay k 2012 k
hadsa may ye alaamet b poori ho
jay. agay chalatay hain...
Hazret Daniyal alaihi salam ki
paish goi k mutabiq 2012
yohodyon k hatmay ka saal
hay.yohodyon ka mukamil hatma
Iesa alaihi salam k hathon ho ga.in
say pehlay Amam mehadi ka
zahoor ho ga jin k hathon beitul
maqdas fata ho ga.yohodyon ki
napak reyasat israil ka hatma ho
jay ga.goya yahiin say yohodyon
ka hatma ho ga.
aisa lagta hay k 20011 ya
2012 may iss saray amal ki
abtada ho jay gi.
dekhya Hazrat Abu
Huraira (RA) k aser ka aik
iktabass... 1400 hijri ki
dehayoon may mehadi ameen ka
zahoor ho jay ga.amrica poori
dunya ko werghala k inn k halaf
jama ker lay ga,wo sab
hermajdoon nami aik pahaarh k
qareen jama hon gay(iasai iss jang
ko aarmegdon ki jang ka naam
detay hain)hofnaak jang ho
gi.mehdi (ithadyon ki foj per)
intahai karbnaak teer phaikain gay
our zameen o aasman our
samandroon ko in per jala ker rakh
ker dalain gay.aasman say aaftain
bersain gi.zameen walay sab
kafroon per lantain baijain gay.our
ALLAH TALLAH kufer ko matanay
ki ijazet dey day ga.(tafseel k liay
dekhain "zahooray mehdi tak"
ahadees ki roshni may paish goyan
page33 moalif Abu ubaidullah asif
majeed)
iss iqtabass may jo baat
ghor talib hay jis ki karhi 2012 k
hadessa say jurhti nazer aati
hay,wo ye hay k "zameen o
aasman our samandroon ko in per
jala ker rakh ker dalain gay" ye
joheri hamla ho sakta hay jis ka
dushman ko hatra hay k dehashat
gard koi barha hamla kerain gay.
"aasman say aftain barsain gi " ye
ALLAH TALLAH ki maded ho gi jo
musalmanon k haq may ho gi.
dekhya 2012 k hadsay k
menderjaat jo oper ziker ho chukay
kya ye wohi nai hain jin ka ziker
hum nay iss aser may parha.
hadees k mutabiq iss jang
may itnay log maray jain gay jis ka
andaza iss masaal say hota hay k
aik kowwa in laashon k oper urhna
start keray ga, urhtay urhtay thak
jay ga our gir ker mer jay ga
laashain hatam na hon gi.
amrica nay 5 lakh air tite
kafnon ka intazaam ker lia
hay.
kanay dajjal ka harooj Hazrat
Amam mehdi k dor-e-halafet k
7th saal may ho ga.iss liay ye
kehna k 2012 may dajjal ka harooj
mutwaqay hay teek nai hay.albata
Hazrat Amam mehdi ka zahoor
2011 ya 2012 ya iss say pehlay
mutwaqa ho sakta hay.haan ye
baat ehmiat ki hamil hay k dajjali
saamraj nay bohat pehlay say iss ki
tayaryaan start ker deen thin.iss
fitnay k had-o-haal bohat wazay
nazer aa rehay hain.iss liay humain
chahye k hum b iss fitnay say
bachnay k liay apnay SHARAA
alaihi salam k bataay huay rastay
per amel paira hon.

Sunday, April 1, 2012

Kevin Carter, a Pulitzer Winner ForSudan Photo, Is Dead at 33

Kevin Carter, a Pulitzer Winner For
Sudan Photo, Is Dead at 33
By BILL KELLER
Published: July 29, 1994
Kevin Carter, the South African
photographer whose image of a
starving Sudanese toddler stalked
by a vulture won him a Pulitzer
Prize this year, was found dead on
Wednesday night, apparently a
suicide, the police said today. He
was 33.
The police said Mr. Carter's body
and several letters to friends and
family were discovered in his
pickup truck, parked in a
Johannesburg suburb. They said an
inquest showed he died of carbon
monoxide poisoning.
Mr. Carter began his work as a
sports photographer in 1983, but
soon moved to the front lines of
South African political strife,
recording images of repression,
anti-apartheid protest and fratricidal
violence for several South African
newspapers and more recently as a
freelance photographer.
He was arrested several times for
violating a South African ban on
reporting of the domestic conflict.
Life Close to the Edge
A few days after his Pulitzer was
announced in April, Mr. Carter was
nearby when one of his closest
friends and professional
companions, Ken Oosterbroek, was
shot dead photographing a gun
battle in Tokoza township.
Friends said Mr. Carter was a man
of tumultuous emotions, which
brought passion to his work but
also drove him to extremes of
elation and depression. He often
told friends if he had not become
a photographer he would have
been a race car driver, because he
enjoyed living close to the edge.
Last year, saying he needed a
break from South Africa's turmoil,
he paid his own way to the
southern Sudan to photograph a
civil war and famine he felt the
world was overlooking.
His picture of an emaciated girl
collapsing on the way to a feeding
center, as a plump vulture lurked
in the background, was published
first in The New York Times and
The Mail & Guardian, a
Johannesburg weekly. Later it was
displayed in many other
publications as a metaphor for
Africa's despair.
The reaction to the picture was so
strong that The Times published
an unusual editors' note on the
fate of the girl. Mr. Carter said she
resumed her trek to the feeding
center. He chased away the
vulture.
The Horror of the Work
Afterward, he told an interviewer in
April, he sat under a tree for a
long time, "smoking cigarettes and
crying."
"Kevin always carried around the
horror of the work he did," his
father, Jimmy Carter, told the
South African Press Association
tonight.
Mr. Carter was born in
Johannesburg on Sept. 13, 1960.
He began as a freelance
photographer for The Sunday
Express, a tabloid that is now
defunct, and moved in 1984 to
South Africa's largest daily
newspaper, The Star, in
Johannesburg.
He worked as chief photographer
at The Sunday Tribune and started
the photo department at The Daily
Mail in 1990. He remained with
The Mail when it reverted to a
weekly format, and last year began
full-time work for Reuters.
Mr. Carter is survived by his
parents, a 6-year-old daughter,
and two sisters.